Kisi ko chaiye Biwi se aazaadi
Kyunki biwi ne paison ke waat lagadi
kisi ko chiye aapne manager se aazaadi
kyunki maganer ne life nurk bana di
kisi ko chiye recession se aazaadi
kyunki recession ne logo ki job ki laga di
kisi ko chiye aatankwaad se aazadi
kyunki aatankwaad ne life ki bazza di
kisi ko chiye samaaz se aazaadi
kyunki isne jeene me aag laga di
kisi ko chiye netaon(Politicians) se aazaadi
kyunki netaon ne bhrastachar ki gati badha di
per kyun chiye aazaadi
desh hai aazaad 63 saal se
per rudhiwaadita aabhi bhi zadain zamaye huai hai
desh main brasttachar ki bajah se
garibi bhi pair phalaaye hui hai
ho nahin raha jansankya pe niyantran
berojgaari ne aapne pankh failaye huai hai
bhukmari,soshan aur niraksharta se
desh bhi aansu bahaye hue hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment